Badalon ke beech gar apna ashiyana hota,
to teri duniya ho ae malik aur kareeb hota,
ehsas karata tumhen apne pass hamesha,
kyoki malik main apke aur kareeb hota. By ambika rahee
ehasas pahuche to ae malik sapane main aker milana,
ki hai jo galati maine use kshma aur maph karana ,
hamare dil main irshya ko door kar karuna aur daya bhar dena,
meri yah bachapan ki tamanna prabhu door kar dena . By ambika rahee
Comments
Post a Comment