Na Rah Badli Na Hum Badle Ye Wakt Hai Ki Badalata Hi Raha ( न राह बदली न हम बदले ये वक्त है कि बदलता ही रहा ) by-Ambika rahee (Araheeji)

Na Rah Badli Na Hum Badle Ye Wakt Hai Ki Badalata Hi Raha ( न राह बदली न हम बदले ये वक्त है कि बदलता ही रहा ) by-Ambika rahee (Araheeji)


"Na Rah Badali Na Hum Badale Ye Wakt Hai Ki Badalata Hi Rahe"

Chalane laga hun un rah par,
Jin par mere Pair phisalate they kabhi,
na rah badali na hum badale ye wakt hai,
ke badalata hi raha.

tumhe paane ki chahat mein hum,
kuchh is tarah kamyaab hue,
ki tum door hote gaye aur,
main aaj tak wo kaam karta raha.

na wo rah badali na hum badale ye wakt hai,
ke badalata hi raha.

Hum apane dil main tere liye,
aaj bhi jagah rakhkhhi hai,
kahin najar bhi aaa jaao ,
isliye har mode har raah dekhata hi raha.

Na wo rah badali na hum badale ye wakt hai,
ke badalata hi raha.

jo dikhe tum trafic ki bheed main,
manjilen puri hui ,
aur kaam khatm hua,
tere ghar ki taraf main chalata raha.

na rah badali na hum badale ye wakt hai ke badalata hi raha.

by:- ambika rahee (Araheeji) mob- +917607333072

Comments